Mahilao ki khatarnak bimariyo pr ek nazar
Mahilaye ki khatarnak bimariyo pr ek nazar-
Stree humare samaj or pariwar ke reed ke Haddi ke roop me mani jati hai. Stree ke bina hum samaj or pariwar ki kalpan bhi nhi kr sakte. Stree se hi pariwar or samaj banta hai. Or isliye Stree ka svasth rahna aavashyak hai.
Lekin hum humare parwar ke sabse mukhya ang ko hi bhul jate hai or un par dhyan nhi dete. Jbki mahilaye pure pariwar ko samhalti hai. Gar, bachho, pati sabhi ka khyal tkhti hai or isme khud ko bhul jati hai. Or kai bimariyo ka shikar ho jati hai.
Agar hume humare pariwar or samaj ko svath or surakshit rakhna hai to ghr ki mahilao ko svasth tkhna jaruri hai.
Aaiye kuchh esi bimariyo ke bare me bat kare jo aaj kl mahilao ko hona aam bat ho gai hai.
1) Brest cancer -
Aaj kal mahilao me brest cancer ki samsya badti ja rhi hai . Kisi bhi age ki mahilao ko 5 min ka time nikal kr khud janch karna chahiye or brest me pain ya koi b gaanth type lage to turant doctor ko dikhaye.
2) Curvical ya garbhashay ka cancer - cervical cancer Virus ke Infection ke karan hota hai or virus yon sampark se failta hai. Isliye surakshit yon sampark jaruri hai.
3) Heart attack -
mahilaye apne khan pin pr dhayn nhi de pati or na exercise or yoga ke liye time nikal pati hai jisse heart attack ki problem badti hai.
4) Deprassion-
aaj kl ki bhagdod bhari life me mahilaye ghr ke sath office ko samhalti hai jisse kai karno se depassion me chali jati hai.
5) Age k sath haddiyo ka kamzor hona - mahilao me age ke badne ke sath hadiya kamjor ho kr chitakne lagti hai. Or Jb tk unko is ka pta chalta hai bahut der ho jati hai. Iske liye jada calcium wali chije khana jaruri hai.
To ye kuchh esi bimayo ke bare me humne bataya jo aaj kl aam ho gai hai mahilao me. Or stree humare pariwar or samaj ka mahatvpurna hissa hai jiska swasth hona jaruri hai. Isliye mahilao ke sath unke pariwar walo ka farz hai unki care kare
Or jada jankari ke liye humari pichhli post padhe.
Not-
किसी भी ओषधि के सेवन से पूर्व किसी वैद या डॉक्टर की सलाह अवश्य लें। सभी मनुष्य की शारीरिक प्रकृति अलग अलग होती है। और औषधि मनुष्य की प्रकृति के अनुसार दी जाती है यह वेबसाइट किसी को भी बिना सही जानकारी के औषधि सेवन की सलाह नही देती अतः बिना किसी वैद की सलाह के किसी भी दावाई का सेवन ना करें।
त्वचा संबंधी समस्या ,बालो की समस्या,कील मुहासे,मोटापा, अन्य बिमारियों के लिये आयुर्वेदिक घरेलू नुस्खो
सेक्स संबंधित समस्या,लिंग का ढीलापन,शीघ्रपतन,शूक्रानु क्षिनता आदि समस्याओ की जानकारी और उनकी अयुर्वेदिक ओशधि की जानकारी के लिये यहा क्लिक करें
aayurvadvice.blogspot.com
onnihealhcare.blogspot.com
No comments